New Hindi Christmas song 2020 | Remix | Gopal Masih | Worship Warriors

 yrics :

Chalo Chalo darshan karne ko Jag rakhwala aya hai Janma batleham me Yeshu Chamka purab main tara Swarg doot ne charvahon se Kaha aa gaya Prabhu pyara Laye majusi mur loban aur sona bhent chadhaya hai Balak budhay sab nar nari Prabhu ka darshan payenge Mann ke saare dhukh mita kar Jeevan safal banayenge sukh gaurav anand ujaia is dharti par chaya hai Pyar ne khud avtar liya hai bhooli rah dikhane ko Shanti,ahinsa , Sachai ka Amar sandesh sunane ko Jai Yeshu jai khrisht ye keh kar sab ne geet sunaya hai




Post a Comment

Previous Post Next Post